pari.sharma: ae dil jab tu muskurata h jane kyu ye mosam badlta h ae dil jab tu rota h jane kyu ye mosam balta h jab aae the is jahan me har ak roya tha beti kyu hhui jab jaenge yaha se to b roenge sab ki kyu ja rahi ho ye duniya bhi ak jalim kism ki na koi samjta h na koi chahta h ae dil ab tu hi bata tu kya chahta h |
||
|
pari.sharma: meri jindgi ak hawa h jaha bas sab kuch ud gaya jaha kuch samet nhi sakte ak tufan h jo sab kuch tabah kar gaya. jindi ka afsos h muje kash me peda hi na hota.....ashq |
||
|
| ||
|